just thinking about life...in college time we had lot many tensions that's why kabhi life ke baare mein sochne ka time nahin mila...ab time par bank mein paisa aa jata hai.. ATM card to jaise masti ka license lagta hai... daalo and money is out and enjoy.....but kabhi-2 lagta hai ki kaafi time ho gaya hai naye-2 targets banane ka unko achieve karne ka but this race is unending. kabhi paas hone ki chinta hua karti thi aaja promotion ki hoti hai.....jab paisa nahi tha tab dost the .... ab paisa hai to enjoy karne ke liye acche dost nahi hai.....har koi chehre par mask laga kar ghoomta hai corporate world mein.... kaafi boriyat hoti hai aise hypocrites se milakar(becoz thoke ke bhaav miltein hai)...
kabhi-2 lagta hai ki waapas college life mein chala jaoon....
3 Comments:
anki yaar
yahan par hyd mein paisa bhi nahi or hprocrites hain sare..yaar aaj kal "The monk who sold his ferari" pad rahan hoon..yaar sach mein use pad ke lekta hain ..kya zindagi hain...yahan par hamesha deemag mein jump ke lage rahte hain..bas yaar pata nahin..kabh woh jindazi milege jab hume sare tarf se khushi higi....that is why
"am Waiting...... for that particular point in time.... when i will be free..far from madly crowd......"
By nishant vats, at Wednesday, June 22, 2005 3:45:00 PM
kya ab for a change shaadi kar leni chahiye kya? :-)
By anki, at Wednesday, June 22, 2005 5:39:00 PM
anki yaar
tu kar sakta hain..
liken yahan pata nhain kab...
waise i guess u shuld do nw..its rite time to be in Rathi's Club
By nishant vats, at Wednesday, June 22, 2005 7:13:00 PM
Post a Comment
<< Home